Album : Chura Liya
Singer : Sachet Tandon
Duration : 04:44
Release : Dec, 22 2023
Downloads : 159
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/46107/chura-liya.htmlRead More Read LessLyrics - Chura Liya
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/46107/chura-liya.htmlMere paas ek dil tha, wo bhi tumne chura liya
O, mere paas ek dil tha, wo bhi tumne chura liya
Ye marziyon ka maalik kaise mana liya?
O, mere paas ek dil tha, wo bhi tumne chura liya
Ilzaam na tu laga, main chor nahin dil ki
Mera hi khayaal, tu le khabar ja aur kahin dil ki
Ilzaam na tu laga, main chor nahin dil ki
Mera hi khayaal, tu le khabar ja aur kahin dil ki
Ab dekh na tu aise karke nazrein sawaaliya
Koyi aur hoga jisne tera dil hai chura liya
Ye marziyon ka maalik kaise mana liya?
O, mere paas ek dil tha, wo bhi tumne chura liya
Mere paas ek dil tha, wo tumne chura liya
Main ajnabee, tu ajnabee
Chalte hain wahaan, milte hain jahaan dil duniya se laapata
Chal nayi duniya mein jaayein, dar lage to muskuraayein
Khwaab dekhein aur gaayein bewajah
Maine aaj khwaab tera pal mein apna bana liya
Mere paas ek dil tha, wo bhi tumne chura liya
Ye marziyon ka maalik kaise mana liya?
O, mere paas ek dil tha, wo bhi tumne chura liya
Dheere-dheere tu mere armaan dil ka huaa
Ishq tera kyun mere imaan dil ka huaa
Tu mila to is dafaa sauda nazar se yun huaa
Aankhon ke qasoor mein nuksaan dil ka huaaWriter: Sachet-parampara