Singer : Akhil Sachdeva
Music : Meet Bros
Lyrics : Rashmi Virag
Label : T-Series
Duration : 04:39
Release : Jun, 29 2021
Downloads : 27601
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/40567/yaaron-rab-se-dua-karo-mp3-download-by-akhil-sachdeva.htmlDil batana dil lagi kar ke Bhala hai kya mila Char din ka ishq tha aur Umar bhar ka gham mila Aa hi jaata hai zubaan par Naam uska kya karun Khtam hota hi nahi hai Dard ka yeh silsila Gham khushi sab ek lagte Kaise fark bataun Bataun bataun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaaun Kabtak yaad karun main usko Kabtak ashq bahaun Yaro rab se dua karo Main usko bhool jaaun Yaadon ke sailaab se kaise Apni jaan bachaun Yaro rab se dua karo Main usko bhool jaaun Oh yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaaun Zindagi le karke aayi Jaane kaise mod par Ek tinke ka sahara Bhi nahi aata nazar Ho zindagi le karke aayi Jaane kaise mod par Ek tinke ka sahara Bhi nahi aata nazar Ishq mein barbaad hona Khushnaseebi hai magar Kya mila itna bata de Mere dil ko tod kar Chahun bhi toh apni koyi Galti dhoondh na paaun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaaun Kabtak yaad karun main usko Kabtak ashq bahaun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaaun Oh teri yaad se zehan se jaaye na jaaye na Kuch raah samjh mein aaye na aaye na Ek lamein mein sau baar marun main Saans par yeh chalti rehti Yeh ishq kiya kyun soch raha hoon Bas khud ko har pal kos raha hoon Bas roj roj ki uljhan se main Chutkara kaise paaun Oh ishq aankhon se bahein Kaise ise chipaun Chipaun chipaun Yaaron milke dua karo Main usko bhool jaaun Kabtak yaad karun main usko Kabtak ashq bahaun Yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaaun Oh yaaron rab se dua karo Main usko bhool jaaunProvider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/40567/yaaron-rab-se-dua-karo-mp3-download-by-akhil-sachdeva.htmlRead More Read Less