Singer : Tkay
Music : MSOB
Lyrics : Tkay
Label : HSR Entertainment
Duration : 03:40
Release : May, 13 2021
Downloads : 5743
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/39284/reverse-gear-mp3-download-by-tkay.html Hai nhi mil raha dekho Hai kahaan jaane dil mera Thi suni abhi abhi dhadkan Fir gaya dil mera kahaan Jane main kya karu Rok loon Ya na jaane tu dil ko yoon hi Kyun kaha kab aur kaise Yeh huwa pta bhi na chala Seene mein pal raha tha ishq Aur mujhe Shakk bhi na huwa Jane main kya karu Rok loon Ya na jaane tu dil ko yoon hi Kaajlo sa saja le mujhe Tu aankhon mein Tu roye kabhi mar jaau yaar main Tere piche main bhaagu Aankhen meche main Jaagu raat hi sehar Tere hi safar main Kya pata huwa jane ab kya Hosh mein hum jo na rahe Bol na chahe kuch hai ya nhi Aankehn par aur kuch kahe Jaane main kya karu Rok loon Ya na jaane tu dil ko yoon hi Dheere Dheere neendein bhi kam huwi Jaane hai yeh kaisa ishaara Khoyi hai jo khwaabon main aa raha Aakhein kholu to ab hai Kyun dikhta nahi jaane khwaab hai Neend ya Jise baithi koi raat ho Hai nhi mil raha dekho Jaane do jaaye dil yaha Umar se tha paas mere Hona hai ab ese tera Jaane na sochu kyu Roku kyu Dil nikal ja mere haath se Hmmmmmmmmmmmm NarararaaaaaaaaaaaaaaaProvider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/39284/reverse-gear-mp3-download-by-tkay.htmlRead More Read Less