Singer : Sumedha Karmahe , Amarabha
Music : Amarabha
Lyrics : Amarabha
Label : Zee Music Company
Duration : 05:13
Release : 23 Dec,2017
Downloads : 2896
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/39160/dopahriyaan-mp3-download-by-amarabha.htmlKhwaishon ki firastiyaan Badhti hai kam hoti nahi Iraado ki man-marziyaan Khatam hoti nahi Yaadon ki woh dopahriyaan Bheegi palko se jaati nahi Khaalipan aake bheed me Dhundoon main kahani meri Kisne kaha ki din guzar gaya Kisne kaha ke shaam dhaal gayi Ye ittefaq hai ke tu yaha nahi Main bhi aage badh gaya kabhi Yaadon ki dopahriyaan Sannate ki kil-kaariyaan Bheeni aanch pe tapee Besabr ki dopahriyaan Dopahriyaan… dopahriyaan Dopahriyaan… dopahriyaan..!! Tu bhi tha wahan Jahan ishq tha jawan Naa thi manzille Naa kaarwaan Aadatoon mein tu Meri hasratoon me tu Tujhse tha juda Mera raasta Kab kaise woh pal Yuh guzar gaya Pyaar ka mausam ye Kyun badal gaya Chaahe badle jamana Tu na badlega Khushiyoon ki har mehfil me Tu hi tha Phir kaise raahe do mud gayi Anjaane banke kyun reh gaye Rishton ki bheed me humse tum Gairoon ki tarah kyun bichhad gaye Kisne kaha ki din guzar gaya Kisne kaha ke shaam dhaal gayi Ye ittefaq hai ke woh yaha nahi Main bhi aage badh gayi kabhi Yaadon ki dopahriyaan Sannate ki kil-kaariyaan Bheeni aanch pe tapee Besabr ki dopahriyaan Dopahriyaan… dopahriyaan Dopahriyaan… dopahriyaanProvider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/39160/dopahriyaan-mp3-download-by-amarabha.htmlRead More Read Less