Singer : Shyamoli Sanghi
Music : Ravi Singhal
Lyrics : Irshad Kamil
Label : Zee Music Company
Duration : 05:09
Release : Mar, 25 2021
Downloads : 6540
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/38852/ladka-mamuli-sa-live-orchestral-recording-mp3-download-by-shyamoli-sanghi.htmlNa khwaab tha Wo na khoob tha Wo khaas bhi to nahi Dekha jise maine bewajah, Kho sa gaya hai kahin Jaise Khuda ki ho ghazal Jaise wafa ki ho pehel Wo chaao jaisa, Wo gaaon jaisa, Ladka mamuli sa Darasal Dargaahon jaisa Humraho jaisa Ladka mamuli sa Darasal Saawra, baawra, gaanvra sa Sufi kalamo sa beparwah tha wo Jaise ho mere hi saaya Aankhon se aankhon ko sajda hua to Maine main kho wo paaya Jaanu na chahu kya bhigi se hawa hoon main kya Baago main baghi se jo ghume hai Narangi narangi yaadon ke iraado se jo Yuhin behki behki jhoome hai Jo taabijo sa laga Zaroori chizon sa laga Ehsaason jaisa Aabhaso jaisa Ladka mamuli sa Har jagah Hai chaao jaisa Hai gaon jaisa Ladka mamuli sa Har jagah Mere khayalon ko deke udaane wo Jaane lejaata hai kahan uske hawale the Uske hawale hai mere to dono hi jahan Befikar befikar duniya se zamane se main Apni dhun apne lay main rehti hoon Hoga wo mera jo ek din mil jaaega mujhko Khud hi khud ko har pal kehti hoon Main to usi ka hoon zikar Wo meri baaton ka asar Jo mera saaya Jo sang aaya Ladka mamuli sa Humsafar Hai chaao jaisa Hai gaon jaisa Ladka mamuli sa HumsafarProvider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/38852/ladka-mamuli-sa-live-orchestral-recording-mp3-download-by-shyamoli-sanghi.htmlRead More Read Less