Singer : Vishal Mishra
Music : Vishal Mishra
Lyrics : ishal Mishra
Label : VYRLOriginals
Duration : 04:28
Release : Apr, 27 2021
Downloads : 87588
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/38444/tu-bhi-sataya-jayega-mp3-download-by-vishal-mishra.htmlYeh jo jagah jagah dard ki Kahaaniyan sunata hai Yeh jo jagah jagah dard ki Kahaaniyan sunata hai Farebi hai sab jhooth batata hai Toda jayega tu bhi toda jayega Meri tarah tu bhi chhoda jayega Toda jayega tu bhi toda jayega Meri tarah tu bhi chhoda jayega Kitnon ke dil barbaad karega aag lagayega Tu sach mein kitna behaya hai Sach yeh samne aayega Toone bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega Haaye bada rulaya hai mujhe Ja tu bhi rulaya jayega Toone bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega Kitnon ko seene se lagaya Meri tarah sath sulaya Kitnon ko seene se lagaya Meri tarah sath sulaya Aankhon mein teri paani nahi hai Sabko toone kitna rulaya Ise sharm na aayegi zara bhi Baaz na aayega Tu sach mein kitna behaya hai Sach yeh samne aayega Haaye bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega Jaana bada rulaya hai mujhe Ja tu bhi rulaya jayega Toone bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega Kitnon ko hai maara Jeete jee haan toone Khwaab dikhaye pehle Phir khwaab unhi se chheene Tujhko to pata hai Hota haan khuda hai Munh kaise dikhlayega Haaye bada Haye bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega Jaana bada rulaya hai mujhe Ja tu bhi rulaya jayega Toone bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega Jab tak jee rahi hoon Yeh dua karti hoon Jab tak jee rahi hoon Yeh dua karti hoon Tu har roz mare Main jis tarah marti hoon Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/38444/tu-bhi-sataya-jayega-mp3-download-by-vishal-mishra.htmlRead More Read Less