Singer : Sanam
Music : Sanam , S.D. Burman
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Label : Saregama Music
Duration : 03:34
Release : Apr, 06 2021
Downloads : 29069
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/37690/tum-na-jaane-kis-jahan-mein-kho-gaye-mp3-download-by-sanam.htmlTum na jaane kis Jahaan me kho gaye Tum na jaane kis Jahaan me kho gaye Ham bhari duniya Me tanahaa ho gaye Tum na jaane kis Jahaa me kho gaye Maut bhi aati nahi Raat bhi jaati nahi Dil ko ye kya ho Gaya koi shah bhaati nahi Luut kar mera jahaa Chhup gaye ho tum kaha Luut kar mera jahaa Chhup gaye ho tum kaha Tum kahaan tum kahaan Tum kahaan Tum na jaane kis Jahaa me kho gaye Ek jaan aur laakh gham Ghut ke rah jaaye na dam Aao tum ko dekh le Duubati nazaro se ham Luut kar mera jahaa Chhup gaye ho tum kahaan Luut kar mera jahaan Chhup gaye ho tum kahaan Tum kahaan tum Kahaan tum kahaan Tum na jaane kis Jahaan mein kho gaye Ham bhari duniya Mein tanahaa ho gaye Tum na jaane kis Jahaan mein kho gayeProvider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/37690/tum-na-jaane-kis-jahan-mein-kho-gaye-mp3-download-by-sanam.htmlRead More Read Less