Singer : Yasser Desai
Music : Tanishk Bagchi
Lyrics : Rashmi Virag
Label : Zee Music Company
Duration : 04:35
Release : Mar, 17 2021
Downloads : 5079
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/36586/dhoonde-akhiyaan-jabariya-jodi-mp3-download-by-yasser-desai.htmlMere saare vaade vaade Reh gaye aadhe Hai kasoor kya, hai kasoor kya haan Jeet ke bhi haare haare Khwaab yeh bechare Yeh fitoor kya, yeh fitoor kya Duniya deewani, ishq na jaane Duniya deewani, ishq na jaane Dil to bas dil ko pehchane Nainon se naina takraye Na jaane kya dhoonde akhiyaan Dhoonde akhiyaan x (2) Kaise tumhein yeh samjhaye Na jaane kya doondhe akhiyaan Dhoonde akhiyaan Heer na jaane, na jaane Ranjha Jaane yeh kaisi dor Jud jaaye to tode na toote Ishq ki aisi dor Heer na jaane, na jaane Ranjha Jaane hai dil mera Kahin pe jaake mil jaayega Naam yeh tera mera x (2) Log deewane dete hain taane Log deewane dete hain taane Dil to bas dil ki hi maane Nainon se naina takraye Na jaane kya dhoonde akhiyaan Dhoonde akhiyaan x (2) Kaise tumhein yeh samjhaye Na jaane kya doondhe akhiyaan Dhoonde akhiyaan Tu jab-jab mujhse roothega Mera yaar mera dil tootega Dil tootega jag chhotega Jab yaar tu mujhse roothega x (2) Duniya deewani, log deewane Ishq khudai kyun na yeh jaane x (2) Nainon se naina takraye Na jaane kya dhoonde akhiyaan Dhoonde akhiyaan x (2) Dhoonde akhiyaan..Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/36586/dhoonde-akhiyaan-jabariya-jodi-mp3-download-by-yasser-desai.htmlRead More Read Less