Singer : Daler Mehndi , Richa Sharma
Music : Pritam
Lyrics : Irshad Kamil
Label : T-Series
Duration : 03:17
Release : Apr, 03 2020
Downloads : 56865
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/26886/zor-ka-jhatka-action-replayy-mp3-download-by-daler-mehndi.htmlZor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza Yeh hai udaasi, jaan ki pyaasi Shaadi se achcha tum le lo faansi Lakhon dukhon ki hoti hai yeh wajah, haan wajah Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza Jiski shaadi par jana, usko itna samjhana Jiski shaadi par jana, usko itna samjhana Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana Jiski shaadi par jana, usko itna samjhana Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana Haan mauka hai pagle, shaadi se bachle Samjha le dil ko yeh shaadi ko machle Shaadi ke mandap se tu khud ko bhaga, haan baga Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki Woh tha saudai, banke kasai Usne toh sabki lutiya dubayi Paani mile na maaro aisi jagah, haan jagah Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan lagaProvider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/26886/zor-ka-jhatka-action-replayy-mp3-download-by-daler-mehndi.htmlRead More Read Less