Singer : Adnan Sami
Music : Kunaal Vermaa
Lyrics : Kunaal Vermaa
Label : T-Series
Duration : 04:56
Release : Feb, 11 2020
Downloads : 148685
Provider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/25799/tu-yaad-aya-mp3-download-by-adnan-sami.htmlHuyi mahhobat ki baat phir Sata rahi hai yeh raat phir Bhiga rahi hai in aankhon ko Bewaqt ki yeh barsaat phir Aa gaya kyu labon pe Yeh naam tera bata Tu yaad aya, tu yaad aya Tu yaad aaya hai aaj phir Jo teri baaton ne dil dukhaya Tu yaad aya hai aaj phir Kabhi yeh saansein thi bas tumhari Jo ab hain zaaya fazool hain The khwaab jin aankhon mein wafa ke Wahan judaai ki dhool hai Guzar gaya tu main hi wahan hoon Jahan tu aaya na laut kar Na phir kisi se yeh dil lagaya Tu yaad aya hai aaj phir Tu yaad aya, tu yaad aya Tu yaad aaya hai aaj phir Jo teri baaton ne dil dukhaya Tu yaad aya aaj phir Mujhe hawayein suna rahi hain Jo baatein hum tum bhula gaye Hain aate jaate mujhe bhigate Kyun aaj mausam rula gaye Use talaashun jo kho gaya hai Kahan milega woh humsafar Jise tha maine kabhi bhulaya Tu yaad aaya hai aaj phir Tu yaad aya, tu yaad aya Tu yaad aaya hai aaj phir Jo teri baaton ne dil dukhaya Tu yaad aya aaj phir Ho meri jaan yaad aaya Tu yaad ayaProvider : Vlcmusic https://vlcmusic.com/track/25799/tu-yaad-aya-mp3-download-by-adnan-sami.htmlRead More Read Less